Wednesday, March 13, 2013

The More I Seek You (जितना तुझे ढ़ूढूं)




English

The more I seek you, the more I find you
The more I find you, the more I love you.

I wanna sit at your feet, drink from the cup in your hand
Lay down against you and breath, feel your heartbeat
This love is so deep, it's more than I can stand
I melt in your peace, it's overwhelming.

Hindi

*Not exact rendition
जितना तुझे ढ़ूंढूं, उतना तुझे पाउं
जितना तुझे पाउं, उतना तुझे चाहूं

तेरे चरणों तले बैठूं मै
तेरे नैनों को तरसूं मै
तू ही मेरा खुदा, तू सर्वशक्तिमान
तेरा प्‍यार है गहन
तू ही मेरा अमन
तू ही मेरा पिता, तू सर्वशक्तिमान

Thursday, November 29, 2012

Christmas Song (Hindi) - Mary Kya Pata Tha (Mary Did You Know)



LYRICS

MARY KYA PATA THA KI YE BETA TERA EK DIN PANI PAR CHALEGA
MARY KYA PATA THA KI YE BETA TERA DUNIYA KO BACHA LEGA
KYA PATA THA KI YE BETA TERA TUJHE JEEVAN DENEY AAYA
JISEY JANAM TUNEY DIYA VO TUJHE JANAM DEGA

MARY KYA PATA TUJHE YE THA KI VO ANDHON KO ROSHNI DEGA
MARY KYA PATA TUJHE YE THA KI VO ANDHI KO ROKEGA
KYA PATA TUJHE YE THA KI VO FARISHTON SATH CHALA THA
JAB TUNEY CHEHRA USKA CHOOMA, TUNEY ISHWAR KA CHEHRA CHOOMA

MARY KYA PATA... OH......

ANDHE DEKHENGE
BEHRE SUNENGE
MURDE JEE UTHENGE
LANGDE DAUNDENGE
GOONGE GAYENGE
MEMNE KI STUTI...

MARY KYA PATA THA KI YE BETA TERA JAGAT KA HEI VIDHATA
MARY KYA PATA THA KI YE BETA TERA EK DIN JAHAN PE RAJ KAREGA
KYA PATA THA KI YE BETA TERA SWARG KA MEMNA HEIN
TERE BAHON MAY JO SO RAHA HEI, VO MAHAN "MEI HU" HEIN